Dil ko na jaane kyun aaj teri yaad aane lagi
April 27, 2007 by deepika6705
Dil ko na jaane kyun aaj teri yaad aane lagi..
Bade dino se cha thi man mein, tere deedar ki
Aur ye natkat barka Phool barsaane lagi…
Aaj meri tadap ko ak karar sa mila.
Ki tere pyar ki loh bhi ashiyana sajane lagi…
Dil ko na jane kyun aaj teri yaad aane lagi….
Sama tha madhoshi ka, nashe mein dubhi duniya thi…
chah ki mefilon ki, par wahan bhi tanhai thi…
mehfil ka aalam tha, shaam -e - tanhai hasin thi….
har chorahe har galiyara tera saya dundane lagi…
Dil ko na jaane kyun aaj teri yaad aane lagi…
Koi mila mujhe , jo tumari tarah baatein kiya karta hai…
kehne lage hai sab , ki uski chaht meri nindiya churane lagi…
Uski chaht mein , teri mohabbat ka Ehsaas hua…
Chudiya kanakne lagi, pyal sur sjane lagi…
Dil ko na jane kyun teri yaad aane lagi….
jab sochna chaha us saks ke baare mein…
tho aankhe bhi meri tujhe yaad kar aansu chalkane lagi..
likhna tho nahi chahti aaj magar…
teri mohabbat ka kyal aaya aur. mein yea kale akshar phirone lagi
Dil ko na jane kyun teri yaad aane lagi………….