Tere Liye
April 27, 2007 by deepika6705
Armaan na tha man mein
Aasmaan ko chune ka
tere Dhar par jab rakha khatam
tho sare arzoo ko tu jaga gaya..
ak kavach mein sambale thi khudo
moti ko sipi chupaye ho jaise
kya khoya kya paya
tere saath sab bhula gaya
ab lagta hai ki sab khayan gaya
jaise chand kahin badalo mein kho gaya
manzil thi meri kuch aur…
apne baaton se mujeh meri raah bulagaya…
pata nahi kyun sab ajeeb sa lag raha hai
pata nhi kyun kuch mere Dil mein khal raha hai..]
Maine koi gunah kiya hai..?
kyun koi mera Chain - E- karar le gaya
haakikat kya hai
kya ab bhi main uljan mein hun
pata nahi kyun yea gum sun fiza
mujhe kyun tarsa gaya….
yea wakt na jane kya pucgha raha hai
kya yea koi sandesha de raha hai
Tum bhi bato Aae Dost
Yea Mujhe kya ho gaya …!