Yea Mamta ka ehsaas bahut meeta hota hi,
Jise mile woh Paapo se mukt hota hi….
Woh har pal tume rokti hai tokti hai…
Sansar ussi ke anchal mein milta hai…
Maa kitni pyari hoti hai…
Hamara har raah mein saath Nibati hai….
Zindagi ka pehla lekh wahi padati hai..
Duniya ka har rango ka abaas karati hai..
Ma ki Mamta kitni komal hoti hai..
hamare ansoo , Apni jholi mein bar leti hai…
Meetaiya aur pakwaan banati hai,
par khud bukhe hi so jati hai…
Apni Ghod mein sar rakh mera , mujhe sehlati hai,
par apna hi khayal rakhna woh bhul jati hai…
jise nahi mila Mamta ka Anchal,
Suna hai Khuda kawoh nek bacha kehlata hi….
Dost Hote hai unke hamsafar…
Aur Khuda uska humsaya ban jata hai….
Khuda ne banai hai Ma Ki Mamta…
Par woh Khud Ma ke saye se Dur hota hai


Bahut ache….kaafi dam hai aapki kalam mein
Thank you so much