Waqt ho chal hai ab mera Sabse door jaane ka
Waqt ho chala hai Apna karwan aage badane ka
Gam hi gam mila hai Zindgai k har more per
Thod diya mera Ashiyana sapne sanjo kar
Wada kiya tha sabne mujhe khushi den ka
Par beech majh daar chod diya, wada thod kar
Waqt ho chal hai ab mera Sabse door jaane ka
Waqt ho chala hai Apna karwan aage badane ka
Wada kar khushi dena ka Gum de gaye sab
Pyar dikha seene mea kanjar bhokh gaye sab
Duswaar ho gaya hai ab mera jeena yaaro
Dil dukha mera , Ankho mea ashq de gaye sab
Waqt ho chal hai ab mera Sabse door jaane ka
Waqt ho chala hai Apna karwan aage badane ka
Tadeer ko ab mian kya dosh dun mere yaaro
Issi ki wajah se hi tho chali meri naav ab tak
Bhula na paungi har pal jo gum mile sab se
Par yaaro ki yaari yaad rahegi jaan jane tak
Waqt ho chal hai ab mera Sabse door jaane ka
Waqt ho chala hai Apna karwan aage badane ka


bahut achha likhti ho dear
Main to tumhari iss ada ka kayal ho gaya hoon……
main jitna tumhari tarif karun wo kam hi hai……..
buhut khub………………..
Sanam hamko tum apni sanson main basa lo.
Na duriyan sahe dil, dil ko dil se mita do
Betabiyan badhe hain jab sath tera na ho
Dill main chubhane lage hai jab bat tujhse na ho
Kiyon Dard yoon sahe hum, hamen khud main Sama lo
Sanam hamko tum apni sanson main basa lo
Mohababat ke jadu ne dil par asar kiya hai
Dil ne ki hai mohababat dill se hui khata hai
Eai nakhuda do saza, Dard dil ka mita do
Sanam hamko tum apni sanson main basa lo
Ye pyar ka Safar hai tanha main chal sakoon na
Mushkil bari dagar hai akele gujar sakoon na
Do dil ho ek Jan, hamko dhadkan bana lo
Sanam hamko tum apni sanson main basa lo
Dil KO Na tor Jana, mujhko na chhod jana
Wo Jane Jana mar jayega diwana
Dildar ki hai chahat, chahat KO nibha lo
Sanam hamko tum apni sanson main basa lo
Avinash Kundan
avinashkundan368@gmail.com
Bahoot bahoot Shukriyaa Avinaash ji..
Waah Kyaa baat hai aapki yea Rachna bhi wakai kabile tareef hai.. Bahoot Khoob!